Best Hindi Shayari on Eyes 2021

Best Hindi Shayari on Eyes 2021


Best Hindi Shayari on Beautiful Eyes of Girlfriend, Aankhein Shayari in Hindi, Nigah Shayari, Najar Shayari, Urdu Shayaris in Hindi Words on Eyes. Latest Aankhein Shayari in Hindi and English font. Awesome Aankhen Hindi Shayari Collection 2021 for Whatsapp and Facebook Status. Read new Shayari on Eyes for Girlfriend and Wife, Praise Shayari on Eyes in Hindi.

Best Hindi Shayari on Eyes 2021




UthhTi Nahi Hai Aankh Kisi Aur Ki Taraf,
Paband Kar Gayi Hai Kisi Ki Najar Mujhe,
Imaan Ki Toh Ye Hai Ke Imaan Ab Kahan,
Kafir Banaa Gayi Teri Kafir Najar Mujhe.


उठती नहीं है आँख किसी और की तरफ,
पाबन्द कर गयी है किसी की नजर मुझे,
ईमान की तो ये है कि ईमान अब कहाँ,
काफ़िर बना गई तेरी काफ़िर-नज़र मुझे।

2 Line Shayari On Eyes In Hindi 2021

Best Hindi Shayari on Eyes 2021



Ishq Ke Phool Khilte Hain Teri KhoobSurat Aankhon Mein,
Jahan Dekhe Tu Ek Najar Wahan Khushboo Bikhar Jaaye.


इश्क के फूल खिलते हैं तेरी खूबसूरत आँखों में,
जहाँ देखे तू एक नजर वहाँ खुशबू बिखर जाए।


Bina Puchhe Hi Sulajh Jati Hai Sawalon Ki Gutthiyan,
Kuchh Aankhein Itni Hazr-Jawaab Hoti Hain.


बिना पूछे ही सुलझ जाती हैं सवालों की गुत्थियाँ,
कुछ आँखें इतनी हाज़िर-जवाब होती हैं।


Yeh Muskurati Huyi Aankhein
Jin Mein Raks Karti Hai Bahaar,
Shafaq Ki, Gul Ki,
Bijliyon Ki Shokhiyan Liye Huye.


यह मुस्कुराती हुई आँखें
जिनमें रक्स करती है बहार,
शफक की, गुल की,
बिजलियों की शोखियाँ लिये हुए।


Uss Ghadi Dekho Unka Aalam,
Neend Se Jab Hon Bhojhal Aakhein,
Kaun Meri Najar Mein Samaaye,
Dekhi Hain Maine Tumhari Aankhein.


उस घड़ी देखो उनका आलम
नींद से जब हों बोझल आँखें,
कौन मेरी नजर में समाये
देखी हैं मैंने तुम्हारी आँखें।


Jaane Kyun Doob Jata Hun Har Bar Inhein Dekh Kar,
Ek Dariya Hain Ya Poora Samandar Hain Teri Aankhein.


जाने क्यों डूब जाता हूँ हर बार इन्हें देख कर,
इक दरिया हैं या पूरा समंदर हैं तेरी आँखें।


Nigaahon Se Qatal Kar De Na Ho Takleef Dono Ko,
Tujhe Khanjar Uthhane Ki Mujhe Gardan Jhukane Ki.


निगाहों से कत्ल कर दे न हो तकलीफ दोनों को,
तुझे खंजर उठाने की मुझे गर्दन झुकाने की।


Post a Comment

Previous Post Next Post